Saturday, September 1, 2018

Blogger me custom fonts kaise add kare

Blogger mein custom fonts kaise add kre

Hallo dosto aaj ke ish post mein mai aap ko 1 bahut achhi trick btaane jaa rha hu jo sayad designer ko bahut psnd hai aur hr blogger ko bhi bahut psnd hai. Aaj hum ish post mein jaanenge ki blogger mein hum custom fonts kaise add kre.

Dosto bahut hi simple hai aap step by step follow kre aur custom fonts ko apne blog par add kre.

Also read :blogger mein snowfall effect kaise add kare

Blogger mein custom fonts add krne ke liye kya kre

apne bloge ko ek behtreen look dene kliye hume kayi baar custom fonts ki jarurat pdti hai lekin sahi trick kaa pta nho hone ke karan hum asa nhi kr paate hai lekin ab aap ko tension lene ki koi jarurat nhi hai ab aap ish post mein custom fonts ko apne blog mein add krna aasaani sikh jaayenge. Custom fonts ko add krne ke liye sab se phle aap www.google.com/fonts par jaaye aur apne style ke fonts select kre.
google%fonts%select%kre.png
Google custom fonts ko select kre aur apne psnd ke fonts ka code generate kre.

google%custom%fonts%style%select
Above screenshot mein jasa mne show kiya hua hai for example aap jis taraf kaa font style add krna chahte hai ushke saamne diye gaye box mein click kre.

embed%code%fonts.png
Ab aap ish code ko copy kre aur step by step muje follow krte rhe.

2 step: go to temlate aur edit html par click kre
3 step: ish code ko niche diye gaye example se smj kr apne blog ke template mein add kre.
<head>
...
<link href='http://fonts.googleapis.com/css?family=Open+Sans' rel='stylesheet' type='text/css' />
...
</head>

("/) trailing kaa use kre <LINK>


custom fonts ka use

Fonts ko add krne ke baad,aap ishke liye jo bhu element ush krna chahte ho, jaise blog ka header, select kre.
Header ke fonts ko stylish bnane ke liye niche diye gaye code ko copy kare aur demo dekhein.

Header h1 {
               Font-family: 'open sans', sans-serif;
               Font-size : 7em;
               Font-waight : normal;
}
Ish code ko ]]></b:SKIN> se phle add kare aur agar aap ish baare mein aur jaante hai waha ad kre.
   

Aap ko ye post kaisi lagi coment kar ke jarur btaaye aur social media par share jarur kare.

No comments:

Post a Comment