Need to update Adhar Card
Documents needed to make changes in your PAN card, online, are: 1) A proof of identity such as Aadhaar card/Ration card/Passport, 2) One proof of address, such as DL/Voter's ID card/Passport, and 3) A DoB proof such as Matriculation certificate/Birth Certificate/Aadhaar card/Passport, etc. Documents needed to make changes in your PAN card, online, are: 1) A proof of identity such as Aadhaar card/Ration card/Passport, 2) One proof of address, such as DL/Voter's ID card/Passport, and 3) A DoB proof such as Matriculation certificate/Birth Certificate/Aadhaar card/Passport,Documents needed to make changes in your PAN card, online, are: 1) A proof of identity such as Aadhaar card/Ration card/Passport, 2) One proof of address, such as DL/Voter's ID card/Passport, and 3) A DoB proof such as Matriculation certificate/Birth Certificate/Aadhaar card/Passport,Documents needed to make changes in your PAN card, online, are: 1) A proof of identity such as Aadhaar card/Ration card/Passport, 2) One proof of address, such as DL/Voter's ID card/Passport, and 3) A DoB proof such as Matriculation certificate/Birth Certificate/Aadhaar card/Passport,Documents needed to make changes in your PAN card, online, are: 1) A proof of identity such as Aadhaar card/Ration card/Passport, 2) One proof of address, such as DL/Voter's ID card/Passport, and 3) A DoB proof such as Matriculation certificate/Birth Certificate/Aadhaar card/Passport,Wednesday, August 28, 2019
Friday, September 21, 2018
Reliance Jio Sim Se Computer Laptop Mein Internet Chalane Ki 5 Best Tips
Reliance
ne india mein bahut best telecom services provide ki hai aur hmesa se
hi reliance ne apne users ko khus rakhe ke liye new tariff plans launch
kiye hai. year 2013 mein reliance ne 50 paise per minut lifetime call
rates ka plan launch kiya tha jis se company ki market value bahut hi
high ho gayi thi.
samay ke sath technology mein hote huye badlaav ko dekhte huye reliance ne india mein apne customer base ko aur jyada badhane ke liye user ke liye jio sim launch ki hai jo ki 4generation speed provide kane mein able aur sath hi lifetime free calling ki service bhi provide ki hai.
Reliance Jio sim ka use karne ke liye as a required handset, hmare pas 4G supportive smartphone hona jaruri hai lekin abhi ishko bhi lekar kayi tips moujud hai ji se aap 3G phone mein bhi reliance jio sim use kar sakte ho. Lekin ish 4G speed ka use agar aap apne laptop computer mein karna chahte hai to aaj aap ke liye yaha 5 best tips share karne jaa rha hu jis se aap jio sim ka use kar free mein internet use kar sakoge.

Computer Laptop Mein Internet Kaise Chalaye
Bahut
hi simple hai lekin jo log nhi jante unke liye ye tension bhra sawal
hai lekin ab aap ko tension lene ki jarurat nhi hai aaj yaha mai aap ke
sath aisi tips share karne jaa rha hu jis se aa sirf aap jio sim se
computer ya laptop internet chala payenge balki other sim se bhi net ka
use kar sakenge.
To chaliye jante hai computer laptop mein internet chalane ki tips ke bare mein.
1. USB Tethering
usb
tethering se aap laptop ya computer ko mobile se connect kar net chala
sakte ho aur ye hai bhi bahut easy. aap jab bhi new smartphone buy karte
hai aap ko ushke sath usb cable bhi milti hai jiska aap normally
smartphone ko charge lgane mein use karte ho lekin yaha ish tips mein
aap usb cable se laptop mein internet bhi connect kar sakte ho.
Reliance Jio se computer mein internet chalane ka ek dusra aur sab se aasan tarika hai WI-FI Tethering. lekin ye tarika unke liye hai jinke laptop ya computer mein wi-fi ka option hai other users USB Tethering ka hi use kare. ish tip mein mein aap ko kuchh bhi nhi karna hai, bs apne pc ki settings mein jaaye aur wi-fi ko on kar de. ab aap apne smartphone ka wi-fi on kijiye aur laptop ya computer ke settings mein jaa ke wi-fi networks ke liye scan kijiye, jab aap ke phone ka wi-fi network computer mein show karne lag jaaye tab connect par click kar ke connect kar dijiye. Lekin jaisa ki maine pahle btaya hai wo users ish technique ko follow na kare jinke pc mein wi-fi available nhi hai. ish tarah se aap apne mobile ko pc se connect kar reliance jio sim se free net chala sakte ho.
Lekin yaha par aap ko ek basic tip jaan leni chahiye nhi to aap ke pc mein internet nhi chalega, aap ke pass jis company ka dongle hai ushko pc se connect kare aur dongle company ka app instal kre, ye free hai aur aap ke laptop mein install ho jayega. agar aap ne step by step dongle app install kar liya hai to aap aasani se settings mein jaaye aur waha internet data ko on kar de, ish tarah se aap reliance jio se computer mein free aur fast internet chala sakte ho.
1. STEP > apne phone/smartphone mein usb cable connect kijiye.
2. STEP > Dusri side usb cable ko computer ya laptop mein connect kijiye.
3. STEP > Phone ki settings mein jaaye aur ' Wireless and Networks' par click kijiye.
4. STEP > Click on 'More Settings' > Tethering and Portable Hotspot > click on 'USB Tethering'.
Also Read > Free Reliance Internet For one Year with DataWind GZ smartphone RS 1,499
Also Read > Free Reliance Internet For one Year with DataWind GZ smartphone RS 1,499
Now you're all done. ish tarah se aap reliance jio sim se computer mein free internet chala sakte ho.
2. WI-FI Tethering
Reliance Jio se computer mein internet chalane ka ek dusra aur sab se aasan tarika hai WI-FI Tethering. lekin ye tarika unke liye hai jinke laptop ya computer mein wi-fi ka option hai other users USB Tethering ka hi use kare. ish tip mein mein aap ko kuchh bhi nhi karna hai, bs apne pc ki settings mein jaaye aur wi-fi ko on kar de. ab aap apne smartphone ka wi-fi on kijiye aur laptop ya computer ke settings mein jaa ke wi-fi networks ke liye scan kijiye, jab aap ke phone ka wi-fi network computer mein show karne lag jaaye tab connect par click kar ke connect kar dijiye. Lekin jaisa ki maine pahle btaya hai wo users ish technique ko follow na kare jinke pc mein wi-fi available nhi hai. ish tarah se aap apne mobile ko pc se connect kar reliance jio sim se free net chala sakte ho.
3. WI-FI Dongle
Market
mei ajkal bahut cheap rates par dongles available hai jinki madad se
aap mpc mein reliance jio sim ka use kar fast internet chala sakte ho.
Ye same wi-fi jaisa hi hai lekin thoda different hai. dongle mein aap ko
reliance jio simcard daalna hoga aur computer se connect karna hoga.
Lekin yaha par aap ko ek basic tip jaan leni chahiye nhi to aap ke pc mein internet nhi chalega, aap ke pass jis company ka dongle hai ushko pc se connect kare aur dongle company ka app instal kre, ye free hai aur aap ke laptop mein install ho jayega. agar aap ne step by step dongle app install kar liya hai to aap aasani se settings mein jaaye aur waha internet data ko on kar de, ish tarah se aap reliance jio se computer mein free aur fast internet chala sakte ho.
4. Bluetooth Tethering
Bluetooth
tethering technique same wi-fi tethering jaisa hi hai ish mein bhi aap
ke computer aur smartphone dono mein bluetooth hona jaruri hai aur aap
wi-fi tethering waali sabhi steps ko follow kare aur computer mein net
chalaye.
Upar btaayi huyi sabhi tips & tricks ko use kar aap aasani se Reliance Jio Sim se Computer Laptop mein aasaani se internet ka pryog kar sakte ho. In tips ko aap other sim card company ke network ke sath bhi use kar sakte ho.
Agar aap ko jio sim se pc mein internet connectivity ki ye post pasand aayi hai to apne dosto ke sath jarur share kare.
Agar aap ko jio sim se pc mein internet connectivity ki ye post pasand aayi hai to apne dosto ke sath jarur share kare.
Saturday, September 1, 2018
YouTube Channel Ko Another Google Account Par Move Kaise Kare
Aaj ke ish post mein hum janenge ki youtube channel ko another google account par move kaise kare. Recently, maine ek problem face ki hai aur phir ushka solution bhi nikala so wahi ab mai apne readers ke sath share karna chahata hu. Actually maine youtube par channel bnaya tha & videos bhi upload kiye the. Bahut hi jyada views bhi mil rahe the lekin ek problem thi, mai apne videos ko monetize nhi kar pa rha tha kyu ke jis google account par mera youtube channel bnaya hua tha ush account se adsense nhi tha.
But mere pass approved adsense account tha lekin phir bhi videos ko monetize nhi kar paa rha tha, maine bahut try kiya aur jab mai youtube channel ko adsense se connect karta ush time apne aap hi dusra google account aa jata, bahut try kiya but hua nhi. So finally maine socha ke kyu ne youtube channel ko hi another gmail account par transfer kar diya jaaye. Aur kuchh simple steps ko follow kiya aur mera youtube channel dusre google plus account par merge ho gya. Aap bhi meri btayi huyi tips ko follow kar ke aisa kar sakte hai.
YouTube Par Video Upload Kar Monetize Kaise Kare
YouTube channel ko another google account par transfer kaise kare
Apne
youtube channels ko dusre google account par transfer karna bahut hi
easy hai. Aur aap ye aaram se kar sakte ho. So start karte hai.
1
Step > Apne google account se YouTube par login kijiye aur apne
channel ko select kijiye, aur phir jaisa ka niche screenshot mein maine
show kiya hai, settings icon par click kijiye.
2
Step > Ab aap next page aayenge to aap YouTube channel ka overview
milega, yaha aap apni complete information dekh sakte ho jo aap ne apne
youtube channel mein add ki hai. Ab aap Managers ke saamne dekh sakte hai, Add or Remove Managers par click kijiye.
3
Step > Ab aap google account par move ho gye hai aur yaha apne
youtube channel ke brand account details mein changes kar sakte hai. Manage permissions par click kijiye.
4
Step > Ab yaha par aap ko right corner mein ek popup show hoga waha
plus ke mark par click kijiye aur jis email id par aap apna youtube
channel transfer karna chahte hai wo add kar ke invitation send kare.
5. Step > ab aap ne jis email address par invitation send kiya hai ush email ko login kijiye aur inbox mein jaaye. ab aap ko waha par invitation ka ek email milega ushmein link hoga ki aap ye accept karna chahte hai ya nhi
invitation email link ko open kar ke as a owner save kar ke done kar dijiye. aap chahe to jis se google account se aap ne youtube channel move kiya hai waha se hata bhi sakte hai ya dono google accounts se ek hi channel ko access kar sakte ho.
13 tips, youtube videos par views kaise badhaye
So friends, ish tarah se aap apne youtube channel ko dusre google account par transfer kar sakte ho.

Why i move my youtube channel to another google account ?
jaisa
ki maine pahle hi btaya hai ki agar aap ka adsense account kisi aur
google account se hai aur channel kisi aur google account par to aap ko
monetization mein problem ho sakti hai so aap ish process ko follow kar
ke aap aasani se apne youtube channel ko adsense se jod sakte ho.
secondly,
agar aap ke pass work load bahut hai aur aap apne youtube channel par
dhyaan nhi de paa rahe hai to aap apne kisi dost ko as a manger bna
sakte ho ish tarah wo bhi aap ka youtube channel access le sakta hai.
Blogger me custom fonts kaise add kare
Blogger mein custom fonts kaise add kre
Hallo
dosto aaj ke ish post mein mai aap ko 1 bahut achhi trick btaane jaa
rha hu jo sayad designer ko bahut psnd hai aur hr blogger ko bhi bahut
psnd hai. Aaj hum ish post mein jaanenge ki blogger mein hum custom
fonts kaise add kre.
Dosto bahut hi simple hai aap step by step follow kre aur custom fonts ko apne blog par add kre.
Also read :blogger mein snowfall effect kaise add kare
Blogger mein custom fonts add krne ke liye kya kre
apne
bloge ko ek behtreen look dene kliye hume kayi baar custom fonts ki
jarurat pdti hai lekin sahi trick kaa pta nho hone ke karan hum asa nhi
kr paate hai lekin ab aap ko tension lene ki koi jarurat nhi hai ab aap
ish post mein custom fonts ko apne blog mein add krna aasaani sikh
jaayenge. Custom fonts ko add krne ke liye sab se phle aap www.google.com/fonts par jaaye aur apne style ke fonts select kre.
Google custom fonts ko select kre aur apne psnd ke fonts ka code generate kre.
Above
screenshot mein jasa mne show kiya hua hai for example aap jis taraf
kaa font style add krna chahte hai ushke saamne diye gaye box mein click
kre.
Ab aap ish code ko copy kre aur step by step muje follow krte rhe.
1 step: ab blogger account mein log in kre
2 step: go to temlate aur edit html par click kre
3 step: ish code ko niche diye gaye example se smj kr apne blog ke template mein add kre.
3 step: ish code ko niche diye gaye example se smj kr apne blog ke template mein add kre.
<head>
...
<link href='http://fonts.googleapis.com/css?family=Open+Sans' rel='stylesheet' type='text/css' />
...
</head>
("/) trailing kaa use kre <LINK>
custom fonts ka use
Fonts ko add krne ke baad,aap ishke liye jo bhu element ush krna chahte ho, jaise blog ka header, select kre.
Header ke fonts ko stylish bnane ke liye niche diye gaye code ko copy kare aur demo dekhein.
Header h1 {
Font-family: 'open sans', sans-serif;
Font-family: 'open sans', sans-serif;
Font-size : 7em;
Font-waight : normal;
}
Ish code ko ]]></b:SKIN> se phle add kare aur agar aap ish baare mein aur jaante hai waha ad kre.
Also read : Revenuehits se paise kaise kmaaye puri jaankaari
Aap ko ye post kaisi lagi coment kar ke jarur btaaye aur social media par share jarur kare.
Subscribe to:
Posts (Atom)